Broken Heart Dard Bhari Shayari Aansu Bhari Lines ๐
Naa jaane mujhpe tera kaisa jaadu ho gaya,
Khushiya paane ki chaah me ye dil bekaabu ho gaya,
Chahat meri sacchi thi isiliye mera ye haal hua,
Aansu hi the kismat me meri na kaam aayi koi dua,
Hogi rooh meri hi daagdar tabhi akele mujhe chalna hai,
Na koi saathi na koi hamsafar tanhai ki aag me hi mujhe jalna hai,
Jab thi kami mujhme koi to kyu achhai ka libaas pehna diya,
Jab tha hi nahi koi mera yaha ae khuda to kyu mujhe is duniya me laa diya.