Pyaar Ka Khel Dhokha Shayari Lines Hindi SMS ๐ฉ
Pyaar me use maine apni aadat bana liya,
Is kadar dil ki gehraiyo me use basa liya,
Dilo se khelna is duniya ka dastoor purana hain,
Aashiko ka kaam to bas aashiqui nibhana hain,
Pyaar ke is khel me khelne waale ka kuch jaata nahi,
Par jisne dil ko lagaya ho wo phir reh pata nahi,
Karta hai wo dua uske liye chahe wo dhokebaaz hi sahi,
Jo has raha ho khushi ke saath kisi aur ke sang kahi.