Pyaar Ki Aahatein Aansu Bhari Shayari SMS Lines ๐ญ
Uski yaadein aksar mujhe rula deti hain,
Pyaar ki wo aahatein aksar dil dhadka deti hain,
Neend ne mujhse muh ab fer liya hain,
Har taraf se gamo ne mujhe gher liya hain,
Chahat uski mujhe deewana kar gayi,
Ab bechaini meri hadd se jyada badh gayi,
Uski yaadon ke siwa paas mere ab aansu hi baaki hain,
Jeena to bhul gaye ab bas zindagi kat jaye itna hi kaafi hain.

Watch on Youtube : Click Here