Mohabbat Ka Dard Hindi Shayari | Dard Bhare SMS ๐
Mera rona ab uski khushi ban gaya hai,
Mera dard uske labo ki hasi ban gaya hai,
Meri khushiyo ka wo kabhi rasta hua karte the,
Rota jo main to gale lagakar chup kiya karte the,
Aaj mere dard se uska koi wasta na raha,
Meri khushiyo ka ab wo rasta na raha,
Chikhta hai dil roti hai ye aankhein meri,
Ae khuda tu hi batade kab band hogi ye saansein meri.