Latest Dard Bhari Hindi Breakup Shayari SMS ๐ฃ
Bicchadna laazmi tha kyuki ab meri jarurat nahi,
Kahani apne pyar ki ab utni khubsurat nahi,
Seh kar har sitam maine har mod pe rishta nibhaya tha,
Har ek suhana pal apna tere khyaal me bitaya tha,
Na samajh paya kab pyar ki kahani is kadar badal gayi,
Mohabbat ki gaadi jarurat ke rishte me badal gayi,
Meri khushiyo ka ghada maano ab bhar gaya,
Khtam sab jarurate to ye rishta bhi ab mar gaya.