Deep Love Shayari | Romantic SMS in Hindi ๐Ÿ˜

Dil ki dhadkane bhi kuch yu gungunati hain,
Jab bhi uski yaad mere dil ko aati hain,

Hoti hai baat jo usse to lab mere sehem jaate hain,
Kehna to chahta hu par lafz bahar nahi aate hain,

Milta hu jab usse dhadkane tham jaati hain,
Nazare jab milti hai usse to hawaye geet sunati hain,

Jo chhu le wo mujhe to dil me sitaar bajne lagta hain,
Agar na bhi chahu to bhi usse or jyada pyar hone lagta hain.
DIETING BABA® - Buy Authentic Supplements at Low Price
Most Trusted Place for all your Health, Nutritional, Bodybuilding & Dietary Supplement Needs.

Tum Nahi Ho Yaha Par ๐Ÿ˜ข | MYSHAYARIZONE | Sad Love Song | Babul Supriyo

Health & Fitness