Khamoshi Bhari Sad Shayari on Love in Hindi ๐ฃ
Dhundha jo khudme khudko to tere siwa kuch bhi paya nahi,
Toot kar chaha tujhe phir bhi iljaam mila ki mujhe chahna aaya nahi,
Teri hasi khushi se badhkar maine na kabhi kuch socha tha,
Kya tune bhi kabhi aakar mere aansuo ko pocha tha,
Meri har khushi tum or gamo ki wajah bhi tum the,
Jab bhi mujhe teri jarurat hui na jane tum kha gum the,
Akela raha is bhari duniya me har baat maine khudse hi baati hai,
Tu bhi na ban saka mera maine to gamo me zindagi kaati hai,
Tu khush rahe apni duniya me isliye tujhko satana tak chhod diya,
Na ho takleef tujhe koi isliye khamoshi ki taraf khudko mod diya.